Top Ad unit 728 × 90

Tech Baba News वेबसाइट पर आपका स्वागत है |

Breaking News

TechNews

How we make a website?

How we make a website?

 Asslam o alikum 

How we make a website easily, Today I will tell you to make a website in simple steps. first of All, we will use this platform its name is a blogger. Blogger is a part of google and googles recommend we grow our income by using this platform. 





jesa k ap ne title main paraha hai k website kesay banaty hain. Main ap ko step by step batao ga k ap kesay aik website bana sakty hain.

Dosto ye website ap blogger pe bana sakty hain,


Requirements:

1. Gmail

Sab se pailay ap ne apna gmail account bana"na hai aur phir ap ne search bar main likhna hai Blogger.com

search karna hai ap k pas aik page open hoga jis main likha hoga k CREATE YOUR BLOG

How we make a website?

Ap ne us pe click karna hai.

Step no 2

Ap ne us main apna gmail account lagana hai phir pasword lagana hai aur countinue pe click karna hai jesay hi ap ki gmail us main lagay gi blog banna shuro ho jaye ga

Ap ne Apna title nick our blog ka URL create Karna hai 
Phir ap blog k main page pe a jayen gay. 
us main sab se upar blog ka naam likha hoga aur phir create a post likha hoga.
jesay hi ap us pe click Karen gay ap k pas new window open ho Jaye gi.

Is main Apna article likho gay
Sab se upar Title hota hai. Matlab ap jo b post likho gay us ka Naam Title main likhna hai.
phir ap apni post likho gay 
Ye jo ap ko upar ap ko nazar a rahy hain in main sab se pailay waly ka matlab hai pincle wala nichan jo nazar a raha hai us pe click karo gay to us main HTML view likho hoga.
ap ne jab post likhni hai to Compose view par rakhna hai ok is main ap language b select kar sakty ho size b adjust kar sakty ho language ko bold italic underline our bahot Koch kar sakty ho.
jab ap ne post likh d hai to upar aik butten nazar a raha orange wala waha publish likha hoa hai us par click kar k ap apni post ko publish kar sakty hai 

Lakin us se pailay ap ne post ki setting karni hai sab se pailay ap ne us main label add karna hai label ka matlab ye hota hai k ap ne jo post likhi hai us ko seprate karna 
Misal k tor par agar ap jobs k baray main likhty ho to ap us k label ka Nam jobs rakho gay
ok. 
us k bad ap ne search description likhna hai jis se ap ki post search main a Jaye
phir publish Karna hai


phir pichlay page main jayen gay to us main koch is taran se likha hoga

post.

state.

comments.

Earnings

page

layout

theme

settings

reading list

blog view

ok ab bat karty hain Post ki

jo ap article likho gay wo is main save ho jaye ga

State

State ka matlab ye hai k ap k blog ki pori details is main hogi k ap ki post par kitnay view hain ap k blog par kitnay view hai sab koch is main ho ga.

Comment 

Comments ka to ap ko pata hi hoga k koi b insan agar ap ko post par koi comment karta hai to wo yahan show hoga

Earning 

Earning is main ap Google Adsense k liye apply karen gay. ye ap ne abi nai karna wo main ap ko bad main batao ga k ap ne kab Google Adsense k liye apply karna hai.

Page

page ka Matlab ye hai k ap k blog main page ka hona bahot zaroori hai jessay privacy policy, contact us, disclaimer, about us, vagara ok is ka main ap ko bad main batao ga k ap ne ye page kesay bananay hain.

layout

layout ka Matlab hai k ap ne jo blog banaya hoa hai us ki pori setting is lay out main hogi.

Theme 

Theme ka Matlab ye hai k ap ki website kis taran Nazar a Rahi hai is main b Koch settings hain 

Settings

Settings main ap ne apne blog ki puri setting karni hai.

Agr ap ko mazeed jan'na hai to comment karen main mazeed is pe aur likhon ga Allah Hafiz



How we make a website? Reviewed by Izhar ul haq on September 09, 2021 Rating: 5

No comments:

Crazy Sports All Right Reseved |

Contact Form

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.